Roman script

nikal padi nikal padi apni tho yaaron re

nikal padi apni to yaaro re

huwa hai meherbaan wo uparwaala re

are chal padi apni tho gaadi re

hum aage aur pichhe ye duniya saari re

nikal padi apanee to yaaro re

huwa hai meherbaan wo uparwaala re

are sambhalna

jo sar pe pehane hai ye jhutha taaj re 

chalega in logo ka kab tak raaj re 

jo sar pe pehane hai ye jhutha taaj re 

chalega in logo ka kab tak raaj re 

jis din khulegi inaki pol ho jaayega dabba gol

ye hindi u hi english pe bhari re huwa hai 

meherbaan woh uparwaala re

are chal padi apni toh gaadi rehum 

aage aur pichhe yeh duniya saari re

apani bhi jebon me ab hoga yaaro cash 

ab hum bhi sab milake karenge yaaro ash

apni bhi jebon me ab hoga yaaro cash ab 

hum bhi sab milake karenge yaaro ash

jiddi hai dil karata hai shor yeh 

toh harpal mange hai more

bas timing pe tum chakka maaro re 

bas timing pe tum chakka maaro re

huwa hai meherbaan woh uparwaala re 

nikal padi apni toh yaaro re

huwa hai meherbaan woh uparwaala re 

are chal padi apani toh gaadi re

hum aage aur pichhe yeh duniya saari re 

nikal padi nikal padi nikal padi nikal adi 

nikal padi nikal padi nikal padi nikal padi

nikal padi re

Explore this song