Roman script

ye kaisi jawani hai

nigodi kaisi jawani hai

nigodi kaisi jawani hai

jo baat sune na meri, nigodi

nigodi kaisi jawani hai

jo baat sune na meri

nigodi kaisi jawani hai

jo baat sune na meri

nigodi badi mastani hai

jo baat sune na meri

nigodi badi mastani hai

jo baat sune na meri

main ruk ruk ruk ruk karti hu

ye aage aage chalti hai

main ruk ruk ruk ruk karti hu

ye aage aage chalti hai

tere naam pe saiya jab dekho

bin baate ke ye to machalti hai

nigodi kaisi diwani hai

jo baat sune na meri

nigodi kaisi diwani hai

jo baat sune na meri

nigodi kaisi jawani hai

jo baat sune na meri, nigodi

ye thandi aahe bharti hai

ye garam saanse leti hai

ye thandi aahe bharti hai

ye garam saanse leti hai

sapno me bak bak karti hai

tujhe baaho me bhar leti hai

nigodi kaisi begani hai

jo baat sune na meri

nigodi kaisi begani hai

jo baat sune na meri

nigodi kaisi diwani hai

jo baat sune na meri, nigodi

ye far far far far udti hai

ye sar sar sar sarakti hai

ye far far far far udti hai

ye sar sar sar sarakti hai

tere hath me jab ho ye baalam

kya khub ye tab ithlati hai

nigodi badi harami hai

ye baat sune na meri

nigodi badi harami hai

ye baat sune na meri

nigodi kaisi jawani hai

ye baat sune na meri

nigodi kaisi jawani hai

ye baat sune na meri

nigodi kaisi jawani hai

ye baat sune na meri

ye baat sune na meri

ye baat sune na

Explore this song