Roman script

nigahon me yun baat hone lagi nigahon me yun baat hone lagi   

nigahon me yun baat hone lagi nigahon me yun baat hone lagi   

ki har din mulakaat hone lagi nigahon me yun baat hone lagi

haan nigahon me yun baat hone lagi ki har din mulakaat hone lagi   

nigahon me yun baat hone lagi ho nigahon me yun baat hone lagi    

yun milte gaye to mohabbat huyi mohabbat me dil ki ye halat huyi 

yun milte gaye to mohabbat huyi mohabbat me dil ki ye halat huyi 

basar jaag kar raat hone lagi 

nigahoo me yun baat hone lagi ho nigahoo me yun baat hone lagi 

ki har din mulakaat hone lagi 

nigahoo me yun baat hone lagi nigahoo me yun baat hone lagi 

nigahoo se baaho me jab aa gaye kai khwab aankho me lahra gaye 

nigahoo se baaho me jab aa gaye kai khwab aankho me lahra gaye

ki nagmo ki barsaat hone lagi 

nigahon me yun baat hone lagi nigahon me yun baat hone lagi   

ki har din mulakaat hone lagi nigahon me yun baat hone lagi

ho nigahon me yun baat hone lagi nigahon me yun baat hone lagi

Explore this song