Roman script

nigaho se jab teer tu ne nikala 

zamaana  ye bola arey maar daala

are maar dala aji maar dala 

haye maar dala 

nigaho se jab teer tu ne nikala 

zamaana  ye bola are maar daala

are maar dala aji maar dala 

haye maar dala 

din aankho se peene pilane ke aaye 

din aankho se peene pilane ke aaye 

peene pilane ke aaye 

najar bahki bhaki kadam dagmagaaye 

kadam dagmagaaye 

ada se jo aanchal ko tune sambhala

zamaana  ye bola are maar daala

arey maar dala aji maar dala 

haye maar dala 

chaman hai diwane bhaare diwani 

salaamat rahe teri qatil jawani 

wo teri qatil jawani 

jo masti ka dekha chalkata pyala 

zamaana  ye bola are maar daala

are maar dala aji maar dala 

haye maar dala 

kabhi muskurana kabhi ruth jana 

kabhi ruth jana 

ajab bhola bhala ye tera nishana 

ye tera nishana 

kiya tune jadoo jo sabse nirala 

zamaana  ye bola are maar daala

are maar dala aji maar dala 

haye maar dala

Explore this song