Roman script

nigaaho se hume samajha rahe hain

nigaaho se hume samajha rahe hain

nawaazish hai karam farmaa rahe hain

nigaaho se hume samajha rahe hain

nigaaho se hume samajha rahe hain

main jitna paas aana chahta hun

main jitna paas aana chahta hun

main jitna paas aana chahta hun

wo utnaa door hote jaa rahe hain

wo utnaa door hote jaa rahe hain

nawaazish hai karam farmaa rahe hain

nigaaho se hume samajha rahe hain

main kya kahta kisi se beeti baate

main kya kahta kisi se beeti baate

main kya kahta kisi se beeti baate

wo khud hi daastaan dohra rahe hain

wo khud hi daastaan dohra rahe hain

nawaazish hai karam farmaa rahe hain

nigaaho se hume samajha rahe hain

fasana shauq ka aise suna hai

fasana shauq ka aise suna hai

fasana shauq ka aise suna hai

tabassum zer e lab farma rahe hain

tabassum zer e lab farma rahe hain

nawaazish hai karam farmaa rahe hain

nigaaho se hume samajha rahe hain

Explore this song