Roman script

nigaho ne chheda hai dil ka tarana

nigaho ne chheda hai dil ka tarana

sunkar kahi naa tum bura maan jana

maine kiya hai pyar pahli bar

maine kiya hai pyar pahli bar

nigaho ne chheda hai dil ka tarana

sunkar kahi naa tum bura maan jana

maine kiya hai pyar pahli bar

maine kiya hai pyar pahli bar

nigaho ne chheda hai dil ka tarana

dil ki baate aankho se kya hontho se bolo sajna

dil ki baate aankho se kya hontho se bolo sajna

yu hai ki mujhko pyar tumse ho gaya

hai bas yahi kahna

hai bas yahi kahna o janejana

hai bas yahi kahna o janejana

maine kiya hai pyar pahli bar

maine kiya hai pyar pahli bar

nigaho ne chheda hai dil ka tarana

dil ki halat kaise dikhau, socha hi karta tha jatan

aankho me ab to rahne lagi hai, surat tumhari janeman

ras ki bhigi inn aankho me aa mai dub ke rah jau

ras ki bhigi inn aankho me aa mai dub ke rah jau

mai bhi yeh chahu aaj tere pyar ke 

tufan me bah jau

tufan me bah jau dekhe jamana

tufan me bah jau dekhe jamana 

ki maine kiya hai pyar pahli bar

maine kiya hai pyar pahli bar

nigaho ne chheda hai dil ka tarana

jaise ab hai waise kya tu kal bhi mujhko chahega

jaise ab hai waise kya tu kal bhi mujhko chahega

jo aaj tujhko ye dilojan de chuka, kaise na chahega

chahega chahega kal bhi divana 

chahega chahega kal bhi divana 

maine kiya hai pyar pahli bar 

maine kiya hai pyar pahli bar

nigaho ne chheda hai dil ka tarana

sunkar kahi naa tum bura maan jana

maine kiya hai pyar pahli bar

maine kiya hai pyar pahli bar

maine kiya hai pyar pahli bar

maine kiya hai pyar pahli bar

maine kiya hai pyar pahli bar

maine kiya hai pyar pahli bar

Explore this song