Roman script

nigaho ko jab aa gaya muskurana

nigaho ko jab aa gaya muskurana

mujhe dekhta rah gaya ek zamana

nigaho ko jab aa gaya muskurana

ae panchhi mere git gane lage

naye dang se chahchane lage 

meri zindagi hai subha ka tarana

nigaho ko

nigaho ko jab aa gaya muskurana

mujhe dekhta rah gaya ek zamana

nigaho ko jab aa gaya muskurana

irado ka hi naam hai naujawani

na duniya ki bate mere dil ne mani

kiya hai wahi mere dil ne jo thana

dil ne jo thana nigaho ko

nigaho ko jab aa gaya muskurana

mujhe dekhta rah gaya ye zamana

nigaho ko jab aa gaya muskurana

mai bijli si bankar machal ke rahungi

zamane ki rasme badal ke rahungi

isharo pe mere chalega zamana

nigaho ko

nigaho ko jab aa gaya muskurana

mujhe dekhta rah gaya ye zamana

nigaho ko jab aa gaya muskurana

Explore this song