Roman script

nigaho ka adao ka nigaho ka adao ka 

wafao ka jafao ka kon sa teer chalau 

mai kon sa teer chalau

ab to meri marji pe hai kyu kise ajmau

nigaho ka adao ka nigaho ka adao ka 

wafao ka jafao ka kon sa teer chalau 

mai kon sa teer chalau

re are hona hai jawani pe fida

re are hona hai jawani pe fida aj tu apnale

koi mange sahara koi mange sahara

na milega ye najara aj dil se ise tu lagale

ji tod ke tu jayega phir tu aisa pachtayega

sari jindagi jalta rahega aisi aag lagau

nigaho ka adao ka nigaho ka adao ka 

wafao ka jafao ka kon sa teer chalau 

mai kon sa teer chalau

ho aisa marungi nishana kar dungi mai diwana

aisa marungi nishana kar dungi mai diwana

tujhe mile na koi thikana

tera chale na bahana tera chale na bahana

tujhe waha le jana jaha dhundhega sara jamana

tera bas jo chale manjil le aa gayi teri manjil

tu usme fas ke rah jayega aisa jal bichau

nigaho ka adao ka nigaho ka adao ka 

wafao ka jafao ka kon sa teer chalau 

mai kon sa teer chalau

ab to meri marji pe hai kyu kise ajmau kyu kise ajmau

Explore this song