Roman script

nigahe mili aur tum muskuraye

mohabbat hansi aur hum dagmagaye

nigahe mili aur tum muskuraye

mohabbat hansi aur hum dagmagaye

ji samjho na samjho nazar ke ishare

nazar kah rahi hai ke hum hai tumhare

ji samjho na samjho nazar ke ishare

nazar kah rahi hai ke hum hai tumhare

kaha ja rahe ho ji dil ko chhupaye

kaha ja rahe ho ji dil ko chhupaye

mohabbat hansi aur hum dagmagaye

nigahe mili aur tum muskuraye

mohabbat hansi aur hum dagmagaye

mai kaise chhupau lagan pyari pyari 

agan mithi mithi chuban pyari pyari 

mai kaise chhupau lagan pyari pyari 

agan mithi mithi chuban pyari pyari 

tadapti hu mai aarzue chhupaye

tadapti hu mai aarzue chhupaye

mohabbat hansi aur hum dagmagaye

nigahe mili aur tum muskuraye

mohabbat hansi aur hum dagmagaye

ye kaisi lagan hai ye kya bekali hai

ari o jawani kaha le chali hai

ye kaisi lagan hai ye kya bekali hai

ari o jawani kaha le chali hai

kisi tarha tu mere bas me to aaye 

mohabbat hansi aur hum dagmagaye

nigahe mili aur tum muskuraye

mohabbat hansi aur hum dagmagaye

Explore this song