Roman script

nigahe char karu ye meri tamanna hai

kisi se pyar karu ye meri tamanna hai

nigahe char karu ye meri tamanna hai

kisi se pyar karu ye meri tamanna hai

nigahe char karu

ye bekarari ae dil 

ye bekarari ae dil or kuch jyada ho

ke tum na aao magar aaoge ye wada ho

aji ha wada ho mai intzar karu

mai intzar karu ye meri tamanna hai

kisi se pyar karu ye meri tamanna hai

nigahe char karu

kabhi kahu ke meri

kabhi kahu ke meri nind tum churate ho

kabhi kahu me mera chain tum udate ho

mujhe satate ho gile hazar karu

gile hazar karu ye meri tamanna hai

kisi se pyar karu ye meri tamanna hai

nigahe char karu

ye zindagi hai baharo ki dasta aisi

gujar rahi hai magar pyar bin aisi

hasi fiza jaise ise bahaar karu

ise bahar karu ye meri tamanna hai

ye meri tamanna hai

kisi se pyar karu ye meri tamanna hai

nigahe char karu

Explore this song