Roman script

nigaho aur chahe to, hamra imthaa lele

ye dil kya cheej hain 

dilbar agar chahe to jaa lele 

aa aa aa aa 

mohabbat me agar daman, kisi ka tham lete hain 

mohabbat me agar daman, kisi ka tham lete hain 

mohabbat me agar daman, kisi ka tham lete hain 

ye diwane hain aa aa aa 

ye parvane hain aa aa aa 

ye mastane hain jiye jab tak 

usi ka naam lete hain

ho agr tanhai me unse, nahi hoti mulakate

bhari mehfil me hoti hain, sanam se is tarah baate

ha agr tanhai me unse, nahi hoti mulakate

bhari mehfil me hoti hain, sanam se is tarah baate

ki ham apni nigaho se jubaa ka kaam lete hain

ye diwane hain aa aa aa 

ye prvane hain aa aa aa 

ye mastane hain jiye jab tak

usi ka naam lete hain 

mohabbat me agar daman, kisi ka tham lete hain 

aa aa 

nahi ye baat ki hamko jamane ne nahi toka 

zamana ke aage khud hamne hajaro bar roka

Explore this song