Roman script

nigah nichi kiye nigah nichi kiye
sar jhukaye baithe ho haye tumhi ho 
jo mera dil charaye baithe ho 
haye dil tumne liya meri jaan 
haye mera dil tumne liya meri jaan 
dil leke bano na anjaan
dil tumne liya meri jaan
dil tumne liya tumne liya
mera dil tumne liya meri jaan 
ikrar karke inkaar kaisa 
ikrar karke inkaar kaisa 
mujhko bhulaya ye pyaar kaisa 
mujhko bhulaya ye pyaar kaisa 
haye bade jalim bade beimaan 
bade jalim bade beimaan
dil tumne liya meri jaan 
dil tumne liya tumne liya
mera dil tumne liya meri jaan

Song details