Roman script

nigahe nigahe nigahe
dil se nekal kar dil ko gayi hai pyar ki rahe
in raho par aaj mili hai teri nigahe meri nigahe
dil se nekal kar dil ko gayi hai pyar ki rahe
kaise kaha aur kab ham mile hai
kab ham mile hai
kaise kaha aur kab ham mile hai
taras rahe hai kitna tab ham mile hai
kaise tadapkar ab ham mile hai
barso bhari hai is dil ne aahe
dil se nekal kar dil ko gayi hai pyar ki rahe
jhonke pavan ke pani ke rele
ek dusre ke bin ham hai akele
kis kam ke ye mausam ke mele
mai tham leti hu teri bahe
in raho par aaj mili hai pyar ki rahe
ek dusre pe marna padega marna padega
badnamiyo se darna padega darna padega 
ek dusre pe marna padega 
ab pyar hamko karna padega
ham pyar karna chahe na chahe 
dil se nekal kar dil ko

Song details

singer: Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar