Roman script

ye nigahe nigahe nigahe jhuki jhuki

apni aahein labon ki hado par ruki ruki

ye nigahe nigahe nigahe jhuki jhuki

apni aahein labon ki hado par ruki ruki

haay mehfil mehfil kyun deewana

ye parwana ghumata hai

jal jayega janta hai, to kyun shama ko chumata hai

ye nigahe nigahe nigahe jhuki jhuki

khubsurat si surat hai inamein basi basi

ki sharabati in aankho me basa hai kaun bolo

ke bolo na palak uthake raaj-e-dil to kholo

jo tum nahi to ghum nahi, shamaye bhi to kam nahi

kal honge hum nahi

ye nigahe nigahe nigahe jhuki jhuki

apani aahein labon ki hado par ruki ruki

mehfil mehfil ye deewana, parwana ghumata hai

jal jayega janata hai, par shama ko chumata hai

nazar mili to ek keher sa banke toot legi

ye khwahishe haya ki sarhado ko tod dengi

nazar mili to ek keher sa banke toot legi

ye khwahishein haya ki sarhado ko tod dengi

jaao na aji jao bhi ja ja jaao na aji jaao bhi

jindagi mein waise bhi gham koi kam nahi

ye nigahe nigahe nigahe jhuki jhuki

khubsurat si surat hai inamein basi basi

mehfil mehfil ye deewana, parwana ghumata hai

jal jayega janata hai, par shama ko chumata hai

ye nigahe nigahe nigahe jhuki jhuki

apani aahein labon ki hado par ruki ruki

mehfil mehfil ye deewana, parwana ghumata hai

jal jayega janata hai, par shama ko chumata hai

Explore this song