Roman script

nigaah-e-mast-e-saki ka salaam aaya to kya hoga

agar phir tark-e-tauba ka payaam aaya to kya hoga

haram wale to puchhenge bata tu kiska banda hai

bata tu kiska banda hai

khuda se pahle lab par unka naam aaya to kya hoga

khuda se pahle lab par unka naam aaya to kya hoga

nigaah-e-mast-e-saki ka salaam aaya to kya hoga

nigaah-e-mast-e-saki ka salaam aaya to kya hoga

mujhe manzur unse main na bolunga magar naaseh

na bolunga magar naaseh

agar unki nigaho ka salaam aaya to kya hoga

agar unki nigaho ka salaam aaya to kya hoga

nigaah-e-mast-e-saki ka salaam aaya to kya hoga

nigaah-e-mast-e-saki ka salaam aaya to kya hoga

mujhe tark-e-talab manzur lekin ye to batla do

lekin ye to batla do

koi khud hi liye hatho me jaam aaya to kya hoga

koi khud hi liye hatho me jaam aaya to kya hoga

nigaah-e-mast-e-saki ka salaam aaya to kya hoga

nigaah-e-mast-e-saki ka salaam aaya to kya hoga

mohabbat ke liye tark-e-talluk hi jaruri ho

mohabbat me agar aisa makam aaya to kya hoga

mohabbat me agar aisa makam aaya to kya hoga

nigaah-e-mast-e-saki ka salaam aaya to kya hoga

agar phir tark-e-tauba ka payaam aaya to kya hoga

nigaah-e-mast-e-saki ka salaam aaya to kya hoga

nigaah-e-mast-e-saki ka salaam aaya to kya hoga

to kya hoga, to kya hoga, to kya hoga

Explore this song