Roman script

neta hai bhai neta hai ye to sabse leta hai

are neta hai bhai neta hai ye to sabse leta hai

wada karta hai bahut kuch bahut kuch, bahut kuch

wada karta hai bahut kuch kuch nahi ye deta hai

neta hai bhai neta hai ye to sabse leta hai

desh ka sabse badka gunda rang biranga inka jhanda

desh ka sabse badka gunda rang biranga inka jhanda

jiske chahe uske ander thukwa de kanun ka danda

sir pe topi, tan pe khadi sir pe topi, tan pe khadi

laal patti ke hai ye aadi chamche kaat rahe hai jeb

ye to kaat rahe hai chandi

arj kiya hai ke kabhi urea to 

kabhi chara chat kar jaate hai ke kabhi urea to 

kabhi chara chat kar jate hai 

are ye kasam khaate hai baap ki aur padosi mar jaate hai

ye kasam khaate hai baap ki aur padosi mar jaate hai

wada karta hai bahut kuch bahut kuch, bahut kuch

wada karta hai bahut kuch kuch nahi ye deta hai

neta hai bhai neta hai ye to sabse leta hai

munni bhi inki, shila bhi inki kothe wali raziya bhi inki

munni bhi inki, shila bhi inki kothe wali raziya bhi inki

nalle aage pichhe ghume garam kare roz khatiya inki

arj kiya hai ek neta ko sanp ne kata

ek neta ko sanp ne kata neta jinda hai sasura

sanp chal basa are ikdam tikdam khich taan ke

ye to bhai vijeta hai wada karta hai bahut kuch

bahut kuch, bahut kuch wada karta hai bahut kuch

kuch nahi ye deta hai neta hai bhai neta hai

ye to sabse leta hai

lete hi nahi hum dete hai janta ki naiya khete hai

lete hi nahi hum dete hai janta ki naiya khete hai

panch saal me lute jitna ho jitna, ho jitna

panch saal me lute jitna uska aadha dete hai

lete hi nahi hum dete hai janta ki naiya khete hai

jab jab bhi aata hai chunav voter ka badh jata hai bhav

jab jab bhi aata hai chunav voter ka badh jata hai bhav

ban jate hai maai baap maange badka gandhi chap

murg masallam aur sharab murg masallam aur sharab

hote hai tab yahi nawab pair pakadte hai shriman

tab karte ye mat ka daan sabko khushi rakhna padta hai

janta ho ya high comman are panch saal me lute jitna

uska aadha dete hai lete hi nahi hum dete hai

janta ki naiya khete hai

sab sasure ye police daroga dikhlate kanun ko thenga

sab sasure ye police daroga dikhlate kaanun ko thenga

khaki pehan ke kasam ye khaate jurm ki mandi me bik jaate

sarkari license mila hai sarkari license mila hai

jam ke ye rishwat hai khate report likhe hai ye usi ki

saath me jo hariyali laate bhaad me jaye ye duniya

hum to bajaye harmonia bhaad me jaye ye duniya

hum to bajaye harmonia neta wahi jo bikta hai

gadbad ghotala karta hai neta wahi jo bikta hai

gadbad ghotala karta hai

Explore this song