Roman script

neeyate-e-shouk bhar na jaye kahi 
neeyate-e-shouk bhar na jaye kahi 
tu bhi dil se utar na jaye kahi 
neeyate-e-shouk bhar na jaye kahi 
aaj dekha hai tujhko der ke baad 
aaj dekha hai tujhko der ke baad
aaj ka din gujar na jaye kahi 
tu bhi dil se utar na jaye kahi 
neeyate-e-shouk bhar na jaye kahi 
na mila kar udas logo se 
na mila kar udas logo se 
husn ke rag na bikhar jaye kahi 
tu bhi dil se utar na jaye kahi 
neeyate-e-shouk bhar na jaye kahi 
aarju hai ke tu yaha aaye 
aarju hai ke tu yaha aaye 
aur phir umar bhar na jaye kahi 
tu bhi dil se utar na jaye kahi 
neeyate-e-shouk bhar na jaye kahi 
aao kuch der to hile na yaha se 
aao kuch der to hile na yaha se 
phir ye dariya utar na jaye kahi 
tu bhi dil se utar na jaye kahi 
neeyate-e-shouk bhar na jaye kahi 
tu bhi dil se utar na jaye kahi 
neeyate-e-shouk bhar na jaye kahi

Song details

Song video

Watch on YouTube