Roman script

neende koi to uda kar gya hai

soti aankho ko jagaa kar gaya hai

chain jo maine sambhala tha sanam 

jaane kab kaise chura kar gaya hai 

jo bhi hai wo is nazar ko jab nazar wo aayega 

ek nashaa bhi behosiyo ka dhadkano par chayega

meri nazar ka nishana kaha hai 

jaan le gaya jo diwaana kahan hai

pyaas jiski aaj in hotho pe hai

jaane jaan wo tarana kahan hai 

dhoond lenge hum use to wo jahan bhi hai chupa

phul rhta kahan pe khushbuo ko hai pata

mausam yahan pe badalne lga hai

jo ruka tha teer chalne laga hai

aane wala pal saans lene lgaa

jaate pal ka dum nikalne lga hai 

faisla ka wqt hai ye jaane kya ho faisla

haarne mein jeetne mein palon ka fasla

Explore this song