Roman script

mujhe neend na aane ki mushkil beemari hai

no problem

din tiring tiring hai aur raat bhi bhaari hai

no problem

hamare paas aao, mushkil suljhaao

tension kyun lete hain

ham neend ka business karte hain

ham neend ka business karte hain

ham neend ka business karte hain

tumhare sang nahin, tumhare liye din raat sote hain

ham neend ka business karte hain

ham neend ka business karte hain

ham neend ka business karte hain

stressful life hai haaye

problem hi problem hai

kabhi ghar ki mushkil hai

kabhi bahar ka gham hai

koi daaru peeta hai

koi goli khaata hai

neend ke liye har shaks

kya kya aazmaata hai

haan

hamare paas aao, mushkil suljhaao

tension kyun lete hain

haan neend ka business karte hain

are neend ka business karte hain

ye neend ka business karte hain

discover kiya hamne ek aisa formula

jisne ise taste kiya, har dard ko wo bhoola

ha ha ha ha, ju ju ju ju

ha ha ha ha, ju ju ju ju

na na na na, la la la la

ju ju ju ju

arey ham sabki zaroorat hain

ham sabki chaahat hai

takleefon mein ham sabko dete raahat hain

haan

hamare paas aao, mushkil suljhaao

tension kyun lete hain

ye neend ka business karte hain

haan neend ka business karte hain

are neend ka business karte hain

mujhe neend na aane ki mushkil beemari hai

no problem

din tiring tiring hai aur raat bhi bhaari hai

no problem

hamare paas aao, mushkil suljhaao

tension kyun lete hain

haan neend ka business karte hain

ye neend ka business karte hain

haan  neend ka business karte hain

ham neend ka business karte hain

ham neend ka business karte hain

Explore this song