Roman script

neeli neeli aankho me kuwara dil kho gaya 

dil mera ab to tumhara dil ho gaya 

ho manda ho manda 

neeli neeli aankho me kuwara dil kho gaya 

dil mera ab to tumhara dil ho gaya 

dil mujhe diya kiya bada ehsan re ho ho 

dil mujhe diya kiya bada ehsan re 

dil kya hai tu jo mange de du tujhe jaan re 

govinda govinda 

neeli neeli aankho me kuwara dil kho gaya 

dil mera ab to tumhara dil ho gaya 

ho manda ho manda 

teri meethi baato kuwara dil kho gaya 

dil mera ab to tumhara dil ho gaya 

pyar ki khushbu jaane kaise sab sanso me ghul jati hai 

palke koi laakh jhukaye baat ye dil ki khul jati hai 

are na na na are ha ha ha na na ha ha 

dekha tujhe dekha to diwani teri ho gayi o 

dekha tujhe dekha to diwani teri ho gayi 

jaane kaise khwabo me jawani meri kho gayi 

govinda govinda 

neeli neeli aankho me kuwara dil kho gaya 

dil mera ab to tumhara dil ho gaya 

ho manda ho manda 

neeli neeli aankho me kuwara dil kho gaya 

dil mera ab to tumhara dil ho gaya 

koi na jane sab anjane pyar ka rishta jud jata hai 

pankh pyar ke jab lagte hai man ka panchhi ud jata hai 

chal mil ke ud jaye ek duje se jud jaye 

bato hi bato me jane ye kya baat ho gayi ho ho 

bato hi bato me jane ye kya baat ho gayi 

sara jag chhoda main to tere sath ho gayi 

govinda govinda 

neeli neeli aankho me kuwara dil kho gaya 

dil mera ab to tumhara dil ho gaya 

ho manda ho manda 

neeli neeli aankho me kuwara dil kho gaya 

dil mera ab to tumhara dil ho gaya 

dil mujhe diya kiya bada ahsan re ho ho 

dil mujhe diya kiya bada ahsan re 

dil kya hai tu jo mange de du tujhe jaan re 

govinda govinda 

neeli neeli aankho me kuwara dil kho gaya 

dil mera ab to tumhara dil ho gaya 

ho manda ho manda 

teri meethi bato me kuwara dil kho gaya 

dil mera ab to tumhara dil ho gaya

Explore this song