Roman script

nahi aaye nahi aaye o mere suna jiwanpan

neelkanth nahi aaye o neelkanth nahi aaye

re more tan man bhadke jaye neelkanth nahi aaye

o neelkanth nahi aaye 

aag lagi hai andar me ankhiyan me barsat

ankhiyan me barsat dars ko naina taras rahe hai

khojat hai din rat bahte aansu ganga bane 

par gangadhar nahi aaye ho neelkanth nahi aaye

ho neelkanth nahi aaye

kya hai sukhe ye warmala kya hai jhuthe tar

kya hota tujhse vishambhar duje pita saman

duje pita saman aao na tarsao 

paritam kahe der lagaye kahe der lagaye

o mere suna jiwan pan neelkanth nahi aaye 

o neelkanth nahi aaye re more tan man bhadke jaye

neel kanth nahi aaye o neel kanth nahi aaye

Explore this song