Roman script

neel gagan mein cham cham karte
sundar chand sitare
neel gagan mein cham cham karte
sundar chand sitare
bitiya ko good night
kahne aaye hai ye saare
daddy mere ek frishta sab in par itrate hai 
daddy mere ek frishta sab in par itrate hai 
nind bhale na aaye inko kaam ye sabke aate hai
sabko chhodo sare jag se daddy mujhko pyare hai 
neel gagan mein cham cham karte
sundar chand sitare
daddy ko good night
kahne aaye hai ye saare

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Surender Kohli, Meenakshi