Roman script
nazro ne teri jab dil ko chua nazro ne teri jab dil ko chua sine se gaya mera dil yeh diwana dil kaha hai nazro ne teri jab dil ko chua sine se gaya mera dil yeh diwana dil kaha hai tera dil ham chura le gaye dil ban ke ham aagaye tera dil ham chura le gaye diwane kya jane tu diwangi meri nazro ne teri jab dil ko chua sine se gaya mera dil yeh diwana dil kaha hai dil to churaya tumne hamara is dil ka tum kya karoge hamne bhi dekho aisa kiya jo phir tum bhi aahe bharoge dekho ise na shararat kaho dil ki zarurat kaho dekho ise na shararat kaho aa jao baho me chhane do yeh bekhudhi nazro ne teri jab dil ko chua sine se gaya mera dil yeh diwana dil kahan hai jabse mile tum aise khile ham phulo ki ninde udi hai rishta yeh kaisa saaso se saase, dhadkan se dhadkan judi hai kabhi milke na honge juda waada yeh wada raha kabhi milke na honge juda jina hai marna hai mujhe raho me pyar ke nazro ne teri jab dil ko chua sine se gaya mera dil yeh diwana dil kaha hai tera dil ham chura le gaye dil ban ke ham aa gaye mera dil kyu chura le gaye diwane kya jane tu diwangi meri diwani kya jane tu diwangi meri lyrics typed by : ruchita parab
Song details
- Singer: Kavita Krishnamurthy
- Singer: Udit Narayan
- Film / album: Aankhen (2002)
- Composer: Jatin Lalit, Aadesh Shrivastava
- Lyricist: Prasun Joshi
- Lyricist: Praveen Bharadwaj
- Lyricist: Nitin Raikwar
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Sushmita Sen
- Actor: Arjun Rampal
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Aditya Pancholi
- Actor: Aroon Bakshi
- Actor: Ajit Vachchani
- Actor: Kashmira Shah
- Actor: Bipasha Basu
- Actor: Malvika Singh
- Actor: Shreyas Talpade
- Actor: Daya Shanker Pandey
- Actor: Paresh Ganatra
- Actor: Depesh Shah
- Actor: Ashok Banilla
- Actor: Ravinder Chowdhury
- Actor: Amit Thakur
- Actor: Pradeep Tawla
- Actor: Deepesh Shali
- Actor: Arun Bali
- Actor: Dharmendra Singh
Song video
singer: Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
lyricist: Prasun Joshi, Praveen Bharadwaj, Nitin Raikwar