Roman script

mohabbat ke maikhaane mein

tera husn sharaab hain

zara bachke rehna

nazron se saaki

zamana kharab hain, bachke

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai ha zamana kharab hai

ha nazron se peela jaam

tu husn pari gulfaam

sharaabi tera yaar ho jaaye ha

sharaabi tera yaar ho jaaye

nazron se peela jaam

tu husn pari gulfaam

sharaabi tera yaar ho jaaye

mujhe kar de re badnaam

mujhe kar de re badnaam

mehfil mein sare aam

mehfil mein sare aam

mujhe kar de re badnaam

mehfil mein sare aam

sharaabi tera yaar ho jaaye

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai, zamana kharab hai ha

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai ha zamana kharab hai

hey khayaalo ke maikhaane mein

khayaalo ke maikhaane mein

pyaar ka chhalakta jaam tu hain

karde mujhe madhosh saaki

dil ki dhadkano ka paigaam tu hain

peela de jaam saakiya

peela de jaam saakiya

peela de jaam saakiya

peela de jaam saakiya

chhalka de jawaani teri

hosh tu udale mere

chhalka de jawaani teri

hosh tu udale mere

bikhara ke julfe apni

apna bana le tu sajni

bikhara ke julfe apni

apna bana le tu sajni

ha itna kar ehsaan ki

hey itna kar ehsaan ki

har baiya tu thaam

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai ha zamana kharab hai ha

ha zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai, zamana kharab hai

hey kaun kehta hain aankhe peeti nahi

aankhein peeti nahi dekhti hain

main to peeta hu

tera husn apni aankhon se

peela de jaam saakiya

peela de jaam saakiya

peela de jaam saakiya

peela de jaam saakiya

chadhe na mujh pe angoori

mahuaa bhi rahi adhoori

chadhe na mujh pe angoori

mahuaa bhi rahi adhoori

ho har nasha kiya maine par

pure huye na armaan

har nasha kiya maine par

pure huye na armaan

oo aagosh lele mujhko ki

aagosh lele mujhko ki

ho jaaun bekaar

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai ha zamana kharab hai ha

oye zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai ha zamana kharab hai

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai ha zamana kharab hai

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai, zamana kharab hai

zamana kharab hai ha zamana kharab hai

Explore this song