Roman script

nazre mila ke aapne ehsan kar diya

nazre mila ke aapne ehsan kar diya

phir se hamare jeene ka saman kar diya

milke hame huzur se mahsus ye hua

milke hame huzur se mahsus ye hua

duniya me aur kuch bhi nahi pyar ke siwa

sab kuch wafa ke naam pe kurban kar diya

nazre milake aapne ehsan kar diya

bechain thi hamari nazar aapke begair

bechain thi hamari nazar aapke begair

mushkil tha zindagi ka safar aapke begair

baho me leke aapne aasan kar diya

nazre mila ke aapne ehsan kar diya

phir se hamare jeene ka saman kar diya

Explore this song