Roman script

najaaro se milke najar chaar kar lo 
najaaro se milke najar chaar kar lo 
ye husn-e-khuda hai, ye husn-e-khuda hai 
ye husn-e-khuda hai  
inhe pyar kar lo, inhe pyar kar lo 
najaaro se milke najar chaar kar lo 
najaaro se milke najar chaar kar lo 
ye husn-e-khuda hai  
kali ko kabhi daal se tum na todo 
ho kali ko kabhi daal se tum na todo 
ye husn-e-khuda hai, ye husn-e-khuda hai 
inhe pyar kar lo, inhe pyar kar lo
najaaro se milke najar chaar kar lo 
najaaro se milke najar chaar kar lo 
ye husn-e-khuda hai  
shama pyar ki apne dil me jala lo
shama pyar ki apne dil me jala lo  
gire ko uthakar gale se laga lo 
gire ko uthakar gale se laga lo 
ye husn-e-khuda hai, ye husn-e-khuda hai 
inhe pyar kar lo, inhe pyar kar lo
najaaro se milke najar chaar kar lo 
najaaro se milke najar chaar kar lo 
ye husn-e-khuda hai 
gunaah karke aansu khushi tumko dete 
gunaaho ka daaman bhi khud thaam lete 
gunaah karke aansu khushi tumko dete 
gunaaho ka daaman bhi khud thaam lete 
ye husn-e-khuda hai, ye husn-e-khuda hai 
inhe pyar kar lo, inhe pyar kar lo
najaaro se milke najar chaar kar lo 
najaaro se milke najar chaar kar lo 
ye husn-e-khuda hai

Song details

Song video

Watch on YouTube