Roman script

nazaro me rang hai tumhare labo ka

phulo me khusbu tumhare badan ki

nazaro me rang hai tumhare labo ka

phulo me khusbu tumhare badan ki

lee hai najakat kaliyo ne tumse

lee hai najakat kalio ne tumse

sawari hai kismat tumne chaman ki

tumne chaman ki tumne chaman ki

ye khabar aayegi kal ke akhbar me

ye khabar aayegi kal ke akhbar me

ek ladka pagal ho gaya 

ek ladki ke pyar me pyar me

pyar me pyar me pyar me

julfe tumhari ghata se hai kali

adao me sokhi mohabbat ki janam

yu lag raha hai tumhe dekh kar

yu lag raha hai tumhe dekh kar

jaise pari koi jannat ki janam

jannat ki janam jannat ki janam

ye hai sayar koi karta hai sayri

ye hai sayar koi karta hai sayri

are diwana hai mujhko jo

kahta hai mai pari mai pari

mai pari mai pari mai pari

tum angdayi logi jo aise

to dil hamara machalne lagega 

chayega aisa nasha dhadkano pe

haye chayega aisa nasha dhadkano me

dil ye kasam se bahakne lagega

bahakne lagega bahakne lagega

ye hai majnu koi ise laila chahiye

are ye hai majnu koi ise laila chahiye

mai logo se kah dungi

ise pathar se mariye mariye

mariye mariye mariye na

nazaro me rang hai tumhare labo ka

phulo me khusbu tuhmare badan ki

lee hai najakat kaliyo me tumse

lee hai najakat kaliyo me tumse

sawari hai kismat tumne chaman ki

tumne chaman ki tumne chaman ki

ye khabar aayegi kal ke akhbar me

ye khabar aayegi kal ke akhbar me

ek ladka pagal ho gaya 

ek ladki ke pyar me pyar me

pyar me pyar me pyar me

Explore this song