Roman script

nazar se dil me samaane waale 

o o nazar se dil me samaane waale

meri mohabbat tere liye hai

nazar se dil me samaane waale

meri mohabbat tere liye hai

nazar se dil me samaane waale

meri mohabbat tere liye hai

nazar se dil me samaane waale

wafa ke duniya me aane waale 

wafa ki daulat tere liye hain

nazar se dil me samaane waale 

khadi hu main tere raaste me

ho o khadi hu main tere raaste me

jawaa ummido ke phul lekar 

khadi hu main tere raaste me 

jawaa ummido ke phul lekar 

mahakati julfe bahakati nazare 

jigar me jannat tere liye hai 

mahakati julfe bahakati nazare 

jigar me jannat tere liye hai 

nazar se dil me samaane waale 

siva teri aarju ke is dil me koi bhi aarju nahi 

siva teri aarju ke is dil me koi bhi aarju nahi 

har ke jajbba har ek dhadkan 

har ek hasarat tere liye hai 

har ke jajbba har ek dhadkan 

har ek hasarat tere liye hai 

nazar se dil me samaane waale

Explore this song