Roman script

pahli nazar me na jane dil kaise kho gaya

abhi abhi apna tha paraya kaise ho gaya

nazar milte hi aisa kya ho gaya

bataye koi pal me ye kya ho gaya

ke aaj tak tha apna jo dil kaise ho gaya paraya

nazar milte hi aisa kya ho gaya

bataye koi pal me ye kya ho gaya

ke aaj tak tha apna jo dil kaise ho gaya paraya

hey nazar milte hi aisa kya ho gaya

bataye koi pal me ye kya ho gaya

ye khel hai kya kis ko kabhi na jane koi na pahchane

kabhi wo kahi mila bhi nahi ke naam pata koi jane

ho gaya apna dil me jo kabhi na 

are ho gaya apna dil me jo kabhi na aaya

nazar milte hi aisa kya ho gaya

bataye koi pal me ye kya ho gaya

ke aaj tak tha apna jo dil kaise ho gaya paraya

nazar milte hi aisa kya ho gaya

bataye koi pal me ye kya ho gaya

khuli nazro ka khwab hai ye ajib hai pyar ka aalam

basant bina bahar khile ke rang bharse bin mausam

anjana dilbar aisa tan man par

anjana dilbar aisa tan man par chhaya

hey nazar milte hi, nazar milte hi 

nazar milate hi aisa kya ho gaya

bataye koi pal me ye kya ho gaya

nazar milate hi aisa kya ho gaya

bataye koi pal me ye kya ho gaya

ke aaj tak tha apna jo dil kaise ho gaya paraya

Explore this song