Roman script
Maine haara, main tera saara main Meetha meetha tu, haan khaara khaara main Tera saara main, saara main (x2) Sindoori rang suhagan saccha Saccha re sarmaya jo paaya hai woh Tu dil mein maahi aaya hai Maine maahi paaya hai Nazar laaye naa, koi nazar laaye naa Dil ne shagun manaaya hai Ishq parauhna aaya hai Nazar laaye na, koi nazar laaye na Nazar laaye jo tumko jal jaaye woh Chaand le jug begana ho Nazar laaye na.. Nazar laaye na.. Maine haara, main tera saara main Meetha meetha tu, khaara khaara main Tera saara main, saara main (x2) Kaajal, teeka peeche kaanon ke Nazaron ko roke re Duniya deti laakhon hi dhokhe Meethi si hoke re Tamki main mirche varoon Saari sharam utaarun Maahi naa jug ko haarun Kehta hai dil… Kehta hai dil… Maine haara, main tera saara main Meetha meetha tu, khaara khaara main Tera saara main, saara main…
Song details
- Singer: Rashid Ali
- Singer: Neeti Mohan
- Film / album: Raanjhanaa
- Composer: AR Rahman
- Lyricist: Irshad Kamil
Song video
Song video
singer: Rashid Ali, Neeti Mohan
cast: Dhanush, Sonam Kapoor, Abhay Deol
language: Hindi
music label: Sony Music India