Roman script

najar kuch aaj aisa aa raha hai

najar kuch aaj aisa aa raha hai

jamana jaise badla ja raha hai

jamana jaise badla ja raha hai

najar kuch aaj aisa aa raha hai

umango par jamana aa raha hai

umango par jamana aa raha hai

khushi ka rang chaya ja raha hai

khushi ka rang chaya ja raha hai

umango par jamana aa raha hai

suni kano ne ye aawaj kiski

suni kano ne ye aawaj kiski

ye dil sine me machla ja raha hai

ye dil sine me machla ja raha hai

vo jitna mujhse chupte ja rahe hai

vo jitna mujhse chupte ja rahe hai

najar ka shok badta ja raha hai

najar ka shok badta ja raha hai

sitare jhilmilaye ja rahe hai

sitare jhilmilaye ja rahe hai

kahi kya muskuraya ja raha hai

kahi kya muskuraya ja raha hai

fijao ye kis par aasma se

fijao ye kis par aasma se

jamin par chand utra aa raha hai

jamin par chand utra aa raha hai

Explore this song