Roman script

nazar khaamosh chup chup hai na jaane kyun jubaan unki 

gamo ke bojh se jaise 

gamo ke bojh se jaise dabi hai daastaa unki

nazar khaamosh chup chup hai na jaane kyun jubaan unki 

nazar khaamosh chup chup hai na jaane kyun jubaan unki 

pareshaan woh udhar hai aur hamaara dil tadpata hai 

tadpate dil tu hi kar de 

tadpate dil tu hi kar de parehshaani bayaan unki

nazar khaamosh chup chup hai na jaane kyun jubaan unki 

nazar khaamosh chup chup hai na jaane kyun jubaan unki

samajhte kyun nahi humko wo apne aap ke kaabil 

hamaari jindagi ai kaash

hamaari jindagi ai kaash hoti raajda unki

nazar khaamosh chup chup hai na jaane kyun jubaan unki 

nazar khaamosh chup chup hai na jaane kyun jubaan unki 

agar chaahe hame tu maut de de ai khuda mere 

magar hai iltaja itni 

magar hai iltaja itni mita tanhaaiya unki

nazar khaamosh chup chup hai na jaane kyun jubaan unki 

nazar khaamosh chup chup hai na jaane kyun jubaan unki

gamo ke bojh se jaise dabi hai daastaa unki

nazar khaamosh chup chup hai na jaane kyun jubaan unki 

nazar khaamosh chup chup hai na jaane kyun jubaan unki

Explore this song