Roman script

najaara hai, kuchh khoyi khoyi yaado ka

najaara hai, kuchh bhule se khayaalo ka

aankhon mein pal raha, har ghadi khal raha

ruke na ruke na bas har ghadi chal raha

najaara hai - (4)

koyi andekhi tasveer ka

najaara hai - (4)

koyi nasha hai, sajaa hai, kya yeh bala hai, khata hai

bite pal ke kataro ka, aise waise khataro ka

soye huye the jo abb tak, khub saare barso ka

najaara hai - (4)

koyi andekhi tasveer ka

najaara hai - (4)

kaisa samaa hai, guma hai, thoda dhunwa sa yaha hai

jaise koyi khwaab sa, behaki koyi raah ka

bikhare huye kuchh anjaane se kisso ka kaisa

najaara hai - (4)

koyi andekhi tasveer ka

najaara hai - (4)

Explore this song