Roman script

nayi zindgi hai, nayi hai jagahe 

naye hain mushafir, nayi ab hain raahe 

nayi zindgi hai, nayi hai jagahe 

naye hain mushafir, nayi ab hain raahe 

kai manzilo se abhi hai guzarna 

kadam rasto pe hai zama ke hai chalna 

kahi par khushi hai kahi par hain aahe 

bada beraham hai ye dekho zamana 

akele safar pe kahi tum na jana 

bada beraham hai ye dekho zamana 

akele safar pe kahi tum na jana 

yaha rahsano ki lagi hai nigaahe 

nayi zindgi hai, nayi hai jagahe 

chalo aarzu dil ki hum bhi nikale 

kahi pyar ki koi mahfil saja le 

chalo aarzu dil ki hum bhi nikale 

kahi pyar ki koi mahfil saja le 

naye humsafar hain nayi ab hain baahe 

naye hain mushafir nayi ab raahe 

nayi zindgi hai, nayi hai jagahe 

naye hain mushafir, nayi ab hain raahe 

nayi zindgi hai, nayi hai jagahe 

naye hain mushafir, nayi ab hain raahe 

kai manzilo se abhi hai guzarna 

kadam rasto pe hai zama ke hai chalna 

kahi par khushi hai kahi par hain aahe

Explore this song