Roman script

naya saal aaye tamashe dikhaye

kisi ko hasaye kisi ko rulaye

naya saal aaye tamashe dikhaye

kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye

jaha hai ujala wahi hai andhera

mukaddar pe kabu na mera na tera

jaha hai ujala wahi hai andhera

mukaddar pe kabu na mera na tera

ye jiwan paheli samjh me 

na aaye na aaye na aaye

naya saal aaye tamashe dikhaye

kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye

mohabbat mukaddar badalti rahi hai

ye kashti to tufa me chalti rahi hai

mohabbat mukaddar badalti rahi hai

ye kashti to tufa me chalti rahi hai

mohabbat andhero me rastha 

banaye banaye banaye

naya saal aaye tamashe dikhaye

kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye

meri ja mohabbat se daulat badi hai

ye dunia me jadu ki aisi chadi hai

meri ja mohabbat se daulat badi hai

ye dunia me jadu ki aisi chadi hai

mohabbat kharide mukaddar 

banaye banaye banaye

naya saal aaye tamashe dikhaye

kisi ko hasaye kisi ko rulaye

naya saal aaye tamashe dikhaye

kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye

Explore this song