Roman script

sach kahta hai sach kahta hai ye sara jamana

sach kahta hai ye sara jamana naya naya hota hai, purana purana

naya naya hota hai, purana purana ye to kahawat hai barso purani

socho nayi koi chedo kahani kya unse kah do humne ye mana

kya unse kah do humne ye mana naya naya hota hai, purana purana

are naya naya hota hai, purana purana

naye me chamak hai purane me kya hai 

naye me chamak hai purane me kya hai

naya na kuch ho to jamane me kya hai 

chamkata jo kuch nahi hai vo sona 

purana hai insaan, naya hai khilona

khilone ki jhuthi, khilone ki jhuthi 

khilone ki jhuthi chamak pe na jana

naya naya hota hai, purana purana 

are naya naya hota hai, purana purana

mohabbat ki masti me jo ek nishani

mohabbat ki masti me jo ek nishani

vo hoti hai tasveer koi purani purane chand sathi mile kaha par

yahin baat aati hai, sabki jubaa 

naya yaar koi, naya yaar koi latiba sunana

naya yaar koi latiba sunana naya naya hota hai, purana purana

are naya naya hota hai, purana purana

jaha kal khadi the vahi ke vahin ho

jaha kal khadi the vahi ke vahin ho

tumhara jamana gaya tum yahin ho

ab aur hum kya kahe soniye sab kuch to tum kah gayi

jamin pe tum ho aur hum aasma par

huaa kya laga chup ka tala juba par

nahi yaad kya aur koi bahana nahi yaad kya aur koi bahana 

naya naya hota hai, purana purana 

naya naya hota hai, purana purana

sach kahta hai ye sara jamana naya 

naya hota hai, purana purana

naya naya hota hai, purana purana

Explore this song