Roman script

nau sal nau baras ka jug jiye mayi wala

nau sal nau baras ka jug jiye mayi wala

mali se jake kahna mori taiyar rakhna

mali se jake kahna mori taiyar rakhna

mori ko palan wala jug jiye mayi wala

dariya ko taran wala jug jiye mayi wala

nau sal nau baras ka jug jiye mayi wala

pandit se jake kehna chandan taiyar rakhna

pandit se jake kehna chandan taiyar rakhna

chandan ko pailan wala jug jiye mayi wala

rodhi ko pairan wala jug jiye mayi wala

nau sal nau baras ka jug jiye mayi wala

nau sal nau baras ka jug jiye mayi wala

sajna se jake khana sigdi taiyar rkhana 

sajna se jake khana sigdi taiyar rkhana

sigdi ko pairan wala jug jiye mayi wala 

aghu deep bailan wala jug jiye mayi wala 

nau sal nau baras ka jug jiye mayi wala

nau sal nau baras ka jug jiye mayi wala

darji se jake khana jama taiyar rakhna

jama ko pairan wala jug jiye mayiwala

nau sal nau baras ka jug jiye mayi wala

nau sal nau baras ka jug jiye mayi wala

nau sal nau baras ka jug jiye mayi wala

Explore this song