Roman script

humari gali ke hansi dekhte the, humari taraf wo nahi dekhta the

achanak magar hume dekh kar kadam ruk gaye sanam jhuk gaye

kiye sau salam diye sau payam tadapkar kahan o jane wafa

tu mehboob hai bahut khoob hai, tu mehboob hai bahut khoob hai

ye jane kya ho gaya kab ho gaya

nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya

nathaniya jo dali gajab ho gaya ha gajab ho gaya

ye kajal ki dhare na pata ye gajre ki phul chandan ki dhul

ye bindiya ka roop ye chehre ki dhoop ye payal ki chham chham

ye payal ki chham chham

ye julfon ke kam ye damke hamare solah shringar

kiya sab magar hua na asar

kiya sab magar hua na asar agar aaj sab me besabab ho gaya

ha besabab ho gaya, ha ha besabab ho gaya

nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya

nathaniya jo dali gajab ho gaya ha gajab ho gaya

nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya

fasane bane bahane bane khuda ki kasam hua kya sitam

wahi bekadar mere husan par fida ho gaya, ye kya ho gaya

fida ho gaya, ye kya ho gaya

baras me kahi jo hota nahi

baras me kahi jo hota nahi kapat ek pal me wo sab ho gaya

wo sab ho gaya, ha ha wo sab ho gaya

nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya

nathaniya jo dali gajab ho gaya ha gajab ho gaya

nathaniya jo dali gajab ho gaya, nathaniya jo dali gajab ho gaya

Explore this song