Roman script

chunari ka maine jo sarkaya palla 

chunari ka maine jo sarkaya palla

nathaniya ne loot liya sara muhalla

nathaniya ne loot liya sara muhalla

maine uchala jo jowan ka challa 

challa re challa hain jowan ka challa

nathaniya ne loot liya sara muhalla

nathaniya ne loot liya sara muhalla

loot liya loot liya sara muhalla

nathaniya ne loot liya sara muhalla

kajra mohabbat ka jo mai lagau

longa ilaychi ka bidha dabau

kajra mohabbat ka jo mai lagau

longa ilaychi ka bidha dabau

har koi puche pata naam mera

lalu ke patna me hai mera dera

jhumri talaiya me bangla jo talla

bangla jo talla re bangla jo talla

nathaniya ne loot liya sara muhalla

nathaniya ne loot liya sara muhalla

nathaniya ne loot liya loot liya sara muhalla

kajra mohabbat ka jo ma lagau

longa ilaychi ka bida dabau

nathaniya ne loot liya loot liya loot liya sara muhalla

calcutta nachu ma bambai hila du

are up bihar jaau paani pila du

haye calcutta nachu ma bambai hila du

up bihar jaau paani pila du

aagre se ghagra mai lekar ye aayi

jaipur gayi to ye choli silayi

kaid hai jawani najar sabki walla

balla re balla najar sabki walla

nathaniya ne loot liya sara muhalla

nathaniya ne loot liya sara muhalla

nathaniya ne loot liya loot liya loot liya sara muhalla

Explore this song