Roman script

arrrrrrr

pakdo re pakdo daudo re daudo

pakdo re pakdo daudo re daudo

lekar uda abhaga arey kya

nathaniya 

nathaniya kaga lekar bhaga

nathaniya kaga lekar bhaga

mai to gori mere pichhe

kala mua laga

kyu kala mbua laga

nathaniya kaga lekar bhaga

nathaniya kaga lekar bhaga

chandni chowk se bade shauk se 

banwai nathaniya

chandni chowk se bade shauk se 

banwai nathaniya

pahan ke jab mai gali se nikali 

pichhe pad gayi duniya

kisi ne mera aanchal khincha

kisi ne pakdi kalai

kisi ne aisi nazar milai mai to ghabrai

bhagi to gir gayi bhagi to gir gayi

tut gaya nathaniya ka dhaga

nathaniya 

nathaniya kaga lekar bhaga

nathaniya kaga lekar bhaga

jabse kho gayi prem nishani

saiya mere ruth gaye

ho jabse kho gayi prem nishani

saiya mere ruth gaye

ek nathani ke pichhe dekho 

sare bandhan tut gaye 

saiya ko jab gayi manane 

dol gayi meri duniya

meri jagha uski baho me 

baithi thi sautaniya

bhari jawani 

bhari jawani me hi mujhko 

jhatka aisa laga

nathaniya hoye

nathaniya kaga lekar bhaga

nathaniya nathaniya nathaniya

haye haye 

nathaniya kaga lekar bhaga

nathaniya kaga lekar bhaga

hote mere pankh to mai ud ud jati 

hote mere pankh to mai ud ud jati 

mue kale kaga se nathaniya le aati

ab jo koi dhund ke meri layega nathaniya

wohi mera saajan hoga mai uski sajaniya

pyar se wo hi 

pyar se wo hi bhandega nathaniya ka dhaga

nathaniya 

nathaniya kaga lekar bhaga

mai to gori mere pichhe

kala mua laga

kyu kala mua laga

nathaniya kaga lekar bhaga

nathaniya kaga lekar bhaga

Explore this song