Roman script

ye kaun aaj aaya andhere andhere 

udhar bhi lutere idher bhi lutere

ha pata ye chalega savere savere

khule bhag kiske tere ke mere

nathaniya haale to bada maza aaye 

haye nathaniya nathaniya vahi nathaniya

nathaniya haale to bada maza aaye

haye nathaniya haale to bada maza aaye

lakhpati dulhe ke lakhpati dulhaniya lakhpati dulhaniya 

are saji badi gahno se dulhaniya gahno se dulhaniya 

haye bandhe kameriya pe firti sajaniya kameriya 

kameriya chale to bada maja aaye

hoye kameriya chale to bada maja aaye

achaa hua defa mora pahela saiya mora pahela saiya 

nahi to pakad leta gori ki balayia 

gori ki balayia dekh pehna dun main to 

dekh pehna dun main to dumak dumak chhaiya paizaniya 

paiganiya haale to bada maza aaye  

nathaniya haale to bada maza 

mar diya haye maine aankho ke salam se

aankho ke salam se aisa diya jam maine 

gaye piya kam se gaye piya kam se 

dagmagaye ladkhadaye dagmagaye ladkhadaye 

pahele hi jam se sajaniya haale to bada maza aaye 

oye sajaniya haale to bada maza aaye 

kisi kisi ko na mili aise nachti lugayi re 

nachti lugayi rey dil mera shap luta tune ho harzayi re

tune ho harzayi re tujhe bhi dikhaye koi 

tujhe bhi dikhaye koi hath ki safayi re

lakho pe daka lakho pe daka dale to bada maza  

lakho pe daka dale to bada maza  

nathaniya haale to bada maza 

haye nathaniya haale to bada maza

Explore this song