Roman script

nashili aankho se 

nashili aankho se 

na barsa itna ras 

ki dub gai masti me, meri nas nas 

are bas are bas bas 

are bas ho nashili aankho se 

dil ki bekrariya, badan ka loch ban gai 

dil ki bekrariya, badan ka loch ban gai 

ab mujhe sambhalna ki, ab main hosh me nahi 

sang dil maan ja, ab main hosh me nahi 

nashili aankho se 

na barsa itna ras 

ki dub gai masti me, meri nas nas 

are bas bas are bas bas 

are bas bas bas bas 

nashili aankho se 

ye sharab ab mujhe, pila na mere mehrbaan 

ye sharab ab mujhe, pila na mere mehrbaan

jo nasha teri najar me hai, wo jaam me kaha 

sang dil maan ja, ab main hosh me nahi 

nashili aankho se 

na barsa itna ras 

ki dub gai masti me, meri nas nas 

are bas are bas 

are bas bas nashili aankho se

Explore this song