Roman script

hey uljhana humse nahi hai aasan jo tu hai shola to hum hai tufan

hey nasha husn ka utar jayega chhakke tere chhuda denge

kiya karengi yaad umar bhar aisa sabak sikha denge

uljhana humse nahi hai aasan uljhana humse nahi hai aasan

jo tu hai shola to hum hai tufan hey nasha husn ka utar jayega 

chhakke tere chhuda denge kiya karengi yaad umar bhar 

aisa sabak sikha denge

he dikha dikha ke husn ke jalwe usne hamara hosh udaya

ajab to ye hai gajab to ye hai arey dil ye hamara usi pe aaya

uthaye sar pe mot ka sama uthaye sar pe mot ka sama

kiya tha dil se wafa ka arma hey nasha husn ka utar jayega 

chhakke tere chhuda denge kiya karengi yaad umar bhar 

aisa sabak sikha denge

hey kisi ko dil tum kabhi to dogi arey diye bina dil nahi gujara

duvaye tumko diya karenge humhi ko de do ye dil khudara

nazar na phero meri jane jaa nazar na phero meri jane jaa

kisi ke dil par karo koi ehsa hey nasha husn ka utar jayega 

chhakke tere chhuda denge kiya karengi yaad umar bhar 

aisa sabak sikha denge

yuhi kisi ko mai kya milungi naye zamane ki mai hu laila

meri bhi chhuti jo kar sakega wahi banega mera to chhaila

mard banke jo mar le maida mard banke jo mar le maida

husn karta hai usika arma hey nasha husn ka utar jayega 

chhakke tere chhuda denge kiya karenga yaad umar bhar 

aisa sabak sikha denge uljhana humse nahi hai aasan

uljhana humse nahi hai aasan jo tu hai shola to hum hai tufan

hey nasha husn ka utar jayega chhakke tere chhuda denge

kiya karenga yaad umar bhar aisa sabak sikha denge

Explore this song