Roman script

nasha hai jaam ka ya meri aag ka

le aake peele jaan-e-jaa

yeh pal milenge phir kahaan

nasha hai jaam ka ya meri aag ka

le aake peele jaan-e-jaa

yeh pal milenge phir kahaan

nasha hai jaam ka

jaadu hai yeh sama, keh rahi hai yeh shama

jalke dekh parwaane

masti me dolu me main, titli si yaha waha 

pakad ke dekh deewane

pal do pal ki zindagani, khatm ho yeh kab kahaani

baat meri maan le, tu aaja ab zara

nasha hai jaam ka

nasha hai jaam ka ya meri aag ka

le aake peele jaan-e-jaa

yeh pal milenge phir kahaan

nasha hai jaam ka

Explore this song