Roman script

nani aayi nani aayi mere liye mithaai layi 

laddu pede idli dosa uske liye to sara samosa

nani meri bholi hai roj sunati story hai 

chaupati le jati hai bhel puri khilati hai 

chaupati le jati hai bhel bhel 

nani aayi nani aayi mere liye mithaai layi 

laddu pede idli dosa uske liye to sara samosa

roz kahani sunati hai thak ke mujhe sulati hai 

so ja baby so ja baby so ja mere pyare baby 

so ja bachcha so ja bachcha so ja mera pyara bachcha 

sl world le jati hai swimming khub karati hai 

nana aaya nana aaya mere liye kuch nahi laya 

nana mera ganda hai roz ghata badhta hai 

ye to choti bachchi hai akal ki kachchi hai 

ye to choti bachcha hai akal ki kachcha hai 

nana mera ganda hai roz ghata badhta hai 

ye to choti bachchi hai akal ki kachchi hai 

mummy aayi mummy aayi itni sari books layi 

pappa aaya pappa aaya itna bada danda laya 

Explore this song