Roman script

are re re re tauba tauba 

nanhe tu aafat karta hain 

roj ek sararat karta hain 

isko toda usko foda 

isko aintha usko moda 

hardam tu ladta hain mujhse tauba 

aajij hu main tujhse 

pitunga main tujhko pari se 

dekh dekh dekh jo jo tu nahi mana 

kuchh bhi ho tum hamko, karte ho pyaar naanu 

nanhe tu aafat karta hain 

roj ek sararat karta hain 

pitunga main tujhko pari, jo tu nahi mana 

kuchh bhi ho tum hamko, karte ho pyaar naanu 

are nanhe tu aafat karta hain 

are wah re chintu teri ye shaan

apne muh se apana bakhaan 

chhota sa muh lambi jabaan 

bas bas bas thak jaaoge 

ar kyu nahi mere nanhe javan 

tujhko mera itana hain dhyaan 

aage kya hain tera bayan 

jo tum sikhlaoge 

achcha to aa sikhlata hu 

to na aaunga ab jata hu 

are achcha to aa sikhlata hu

nahi to na aaunga ab jata hu 

sach mooch pit jayega 

jo banega sayaana

kuchh bhi ho tum hamko, karte ho pyaar naanu 

are nanhe tu aafat karta hain

Explore this song