Roman script

aaye aaye re nanhe munne raja ko nindiya sulaye

bholi bhali ankhiyo pe nindiya ki

nindiya ki ho sapne sajaye re

nanhe munne raja ko nindiya sulaye

aaye aaye re nanhe munne raja ko nindiya sulaye

maa ki godi se tujhko kash pariya le jaye

or dene ko kya hai jhuthi muthi duaye

koi aaye le jaye, koi aaye le jaye 

aaye aaye re nanhe munne raja ko nindiya sulaye

aaye aaye re nanhe munne raja ko nindiya sulaye

jaa jaha koi tera or paraya na hoga

mere papo ka

mere papo ka tujhpar ye saya na hoga

aaye aaye re nanhe munne raja ko nindiya sulaye

Explore this song