Roman script

nandiya mare, nandiya mare boli ke baan

balam main tumse na bolu

ho balam main tumse na bolu

nandiya mare, nandiya mare boli ke baan

balam main tumse na bolu

ho balam main tumse na bolu

nandiya mare

jabse aayi hai bhabhi ghar me

bhaiya hua hai gulam

jabse aayi hai bhabhi ghar me

bhaiya hua hai gulam

chhod ke sare kaam kare 

bhabhi ko sau sau salam

chhod ke sare kaam kare 

bhabhi ko sau sau salam

bhabhi badi jadugarni, bhaiya bada nadan

bhabhi badi jadugarni, bhaiya bada nadan

mare boli ke baan

balam main tumse na bolu

ho ho balam main tumse na bolu

nandiya mare, nandiya mare boli ke baan

balam main tumse na bolu

ho balam main tumse na bolu

nandiya mare

bhaiya ko bhabhi nach nachaye

bhaiya ko bhabhi nach nachaye

bhaiya uske naaz, naaz uthaye

bhaiya uske naaz, naaz uthaye

bhabhi kare ishara, bhaiya bechara dole

Explore this song