Roman script

nana se nana se kahti thi nani humari

ye nana se nana se kahti thi nani humari 

budhape me aayi jawani humari 

budhape me aayi jawani humari 

hume hai khushi aur wo wekal the dono 

hume hai khushi aur wo wekal the dono 

aur laila majnu pagal the dono 

aur laila majnu pagal the dono 

hai un se bhi achhi kahani humari 

ye nana se kahti thi nani humari 

budhape me aayi jawani humari

bade rob se kah raha tha ye nana 

bade rob se kah raha tha ye nana 

gaya romiyo juliyat ka zamana 

gaya romiyo juliyat ka zamana 

hai un se bhi achha humara fasana 

hai un se bhi achha humara fasana 

jawano se achi jawani humari

ye nana se kahti thi nani humari 

budhape me aayi jawani humari

to dada ji has has ke kahte the sabko 

to dada ji has has ke kahte the sabko 

ki laila ko majnu ki ankho se dekho 

ki laila ko majnu ki ankho se dekho 

abhi to hai chhoti si rani humari 

abhi to hai chhoti si rani humari 

ye nana se kahti thi nani humari 

budhape me aayi jawani humari

Explore this song