Roman script

nam nigaahon se aansu na aaj hum chhalkaayenge

tum bhi na rona, khud ko bhi yaar hum samjhayenge

bichhadana tha hamein ik din, ab jina hai tere bin

tanha jindagi saari yaadon mein gujaara ke

khaabon mein pyaar deke, yaadon mein pyaar leke

khush hai jindagi tumse, raahon ke ye khaar leke

teri thi kami, teri hai kami, tu milke bhi na mil saka

tera hai juda, mera hai juda, ik hoke bhi ab raasta

shehar ik hai, jagah ik hai, manjil ka pata ik hai

ab na hogi woh manjil, na woh din bahaar ke

khaabon mein pyaar deke, yaadon mein pyaar leke

khush hai jindagi tumse, raahon ke ye khaar leke

khaabon mein pyaar deke, yaadon mein pyaar leke

khush hai jindagi tumse, raahon ke ye khaar leke

na main bewafa, na tu bewafa, ye sama bewafa ho gaya

na main hu, khafa na tu hai khafa 

ha khuda hi khafa ho gaya

asar kaisa, dawa kaisi, hontho pe duwa kaisi

maage kya khuda se hum chaahat mein yun haar ke

khaabon mein pyaar deke, yaadon mein pyaar leke

khush hai jindagi tumse, raahon ke ye khaar leke

khaabon mein pyaar deke, yaadon mein pyaar leke

khush hai jindagi tumse, raahon ke ye khaar leke

Explore this song